Nauha.Stream
नौहा, मर्सिया, सलाम
← Back to all Kalam

Dilo dimag pe is qadar cha gaye Abbas

Published on December 6, 2012
Audio Stream 🎤 Shahid Baltistani

Dilo dimag pe is qadar cha gaye Abbas

YouTube
0:00--:--
Kalam Lyrics


Dilo dimag pe is qadar cha gaye Abbas
Wafa ka naam liya tha ke aa gaye Abbas
Ali ke laal hai jadd inke hai AbuTalib

Pyaam-e-haq ko viraasat me pa gaye Abbas
Ali-o-Hamza-o-Jafar bhi the alambardar
Phir inke baad alamdar ban ker aa gaye Abbas

दिलो दिमाग़ पे इस क़दर छा गये अब्बास
वफ़ा का नाम लिया था के आ गये अब्बास
अली के लाल है जद्द इनके है अबू तालिब
प्याम-ए-हक़ को विरासत में पा गये अब्बास

अली-ओ-हमज़ा-ओ-जाफर भी थे अलमबरदार
फिर इनके बाद अलमदार बन कर आ गये अब्बास

← Return to Library